Aaj Jaane Ki Zid Na Karo (Coke Studio Season 8) | Ft. Farida Khannum

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo (Coke Studio Season 8) | Ft. Farida Khannum

Farida Khannum | 20475 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this gem Aaj Jaane Ki Zid Na Karo by Farida Khannum.

Lyrics :-
“Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jaayein ge
Hum to lutt jaayein ge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tumhi socho zara
kyu\’n na rokein tumhey
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
tum ko apni qasam jaan-e-jaa\’n
baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Waqt ki qaed mein zindagi hai magar
Waqt ki qaed mein zindagi hai magar
chand gharriya\’n yahi hain jo aazaad hain
chand gharriya\’n yahi hain jo aazaad hain
inko khho kar kaheen jaan-e-jaa\’n
umr bhar na tarastey raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Kitna masoom aur rangeen hai yeh sama
husn aur ishq ki aaj me\’raj hai
husn aur ishq ki aaj me\’raj hai
kal ki kis ko khabar jaan-e-jaa\’n
rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho

Aaj jaane ki zid na karo”

Original Song Credit

Song: Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Vocals :- Farida Khannum & Asha Bhosle & Habib Wali Mohammad
Lyrics: Fayaaz Hashmi

Cover Song Credit