A beautiful and evergreen melody “Beeti Na Bitai Raina” by Arpita Mukherjee.

Lyrics :-
“Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina

Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina
Beeti na bitai raina

Beeti hui batiyan koi dohraye
Bhoole hue naamon se koi to bulaye
Beeti hui batiyan koi dohraye
Bhoole hue naamon se koi to bulaye
Chaand haan! ho
O chaand ki bindi waali
Bindi waali ratiyan
Jaagi hui ankhiyon mein raat na aai raina
Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina
Beeti na bitai raina”