Listen to this beautiful song Ye Sama in the voice of Alisha Arora.

Lyrics :-
“Yeh sama sama hain yeh pyar
Kaa kisi ke intazar kaa
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar kaa
Yeh sama sama hain yeh pyar
Kaa kisi ke intazar kaa
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar kaa

Basane lage aakhon
Me kuchh aise sapne
Basane lage aakhon
Me kuchh aise sapne
Koyi bulaye jaise nainon
Se apne nainon se apne
Yeh sama sama hain didar
Kaa kisike intjar kaa
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar kaa

Yeh sama sama hain yeh pyar
Kaa kisi ke intazar kaa
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar kaa”