Aaj Jaane Ki Zid Na Karo (NaamKarann) | Mahesh Bhatt | Ft. Arijit Singh
Arijit Singh | 12574 Listens
Lyrics
Arijit Singh recreates Aaj jane ki zid na karo for upcoming TV show Naamkarann. Mahesh Bhatt roped Arijit for this song. Arijit creates magic with his soulful voice.
Lyrics :-
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayein ge
Hum to lutt jaayein ge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Tumhi socho zara
kyun na rokein tumhey
Tumhi socho zara
kyun na rokein tumhey
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
tum ko apni kasam jaan-e-jaa
baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki kaed mein zindagi hai magar
Waqt ki kaed mein zindagi hai magar
chand gharriyan yahi hain jo aazaad hain
chand gharriyan yahi hain jo aazaad hain
inko khho kar meri jaan-e-jaa
umra bhar na tarastey raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Kitna masoom rangeen hai yeh sama
husna aur ishq ki aaj meraj hai
husna aur ishq ki aaj meraj hai
kal ki kis ko khabar jaan-e-jaa
rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayein ge
Hum to lutt jaayein ge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid naaa….karo…
Original Song Credit
Farida Khanum
Cover Song Credit
Naamkarann
Mahesh Bhatt
Arijit Singh
Aaj Jaane Ki Zid Na kAroaaj jaane ki zid na karo acousticaaj jaane ki zid na karo acoustic coveraaj jaane ki zid na karo arijitaaj jaane ki zid na karo arijit singhaaj jaane ki zid na karo coveraaj jaane ki zid na karo mahesh bhattaaj jaane ki zid na karo naamkaranaaj jaane ki zid na karo reprise coveraaj jaane ki zid na karo unpluggedfeatured