Lyrics
Listen to this beautiful cover of Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai by Neha Karode.
Lyrics :-
Kaanton se kheench ke yeh aanchal
Tod ke bandhan baandhe payal
Koyi na roko dil ki udaan ko
Dil woh chala aa..
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahin to hoon kahin main
Ho apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahin to hoon kahin main.
Ho jaane kya pa ke meri zindagi ne
Hans kar kaha ha ha ha ha ha ha
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Main hoon gubaar ya toofan hoon
Koyi bataaye main kahan hoon
Ho main hoon gubaar ya toofan hoon
Koi bataaye main kahan hoon
Ho dar hai safar mein kahin kho na jaaoon main
Rasta naya aa..
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhein malte malte
Ho kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhein malte malte
Ho phool hi phool zindagi bahaar hai
Tay kar liya aa..
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Original Song Credit
Original Album : Guide
Original Singer : Lata Mangeshkar
Original Lyricist : Shailendra
Original Music Director : S.D. Burman
Cover Song Credit
Music, lyrics, vocals: Neha Karode
Music production: Brince Bora
Recorded by Mrinal Kanti Das
Mixed and mastered by Rupjit Das @ Playhead studio
aaj phir jeene ki tamanna haiaaj phir jeene ki tamanna hai acousticaaj phir jeene ki tamanna hai acoustic coveraaj phir jeene ki tamanna hai acoustic versionaaj phir jeene ki tamanna hai coveraaj phir jeene ki tamanna hai neha karodeaaj phir jeene ki tamanna hai repirsed versionaaj phir jeene ki tamanna hai repriseaaj phir jeene ki tamanna hai rpiese coveraaj phir jeene ki tamanna hai unplugedaaj phir jeene ki tamanna hai unpluged coveraaj phir jeene ki tamanna hai unplugged version