
Lyrics
Listen to this beautiful cover of Bas Ek Sanam Chahiye by Aaroh Shankar.
Lyrics :-
Ho.. Ho.. Ho..
Ho.. Ho.. Ho..
Saanson ki zaroorat hai jaise
Saanson ki zaroorat hai jaise
Zindagi ke liye …
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Jaam ki zaroorat hai jaise
Jaam ki zaroorat hai jaise
Bekhudi ke liye
Haan ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Waqt ke haathon mein sabki takdeerein hain
Waqt ke haathon mein sabki takdeerein hain
Aaina jhootha hai sachchi tasveerein hain
Jahan dard hai wahin geet hai
Jahan pyaas hai wahin meet hai
Koi na jaane magar jeene ki yahi reet hai
Saaz ki zaroorat hai jaise
Saaz ki zaroorat hai jaise mausiki ke liye
Bas ek sanam chahiye aashiqui ke liye
Haan ek sanam chahiye aashiqui ke liye
Ho..ho.. Ho..
Ho..ho..ho..
Manzilein haasil hain phir bhi ek doori hai
Manzilein haasil hain phir bhi ek doori hai
Bina humraahi ke zindagi adhoori hai
Milegi kahin koi rehguzar
Tanha katega kaise ye safar
Mere sapne ho jahan
Dhoondhoon main aisi nazar
Chaand ki zaroorat hai jaise
Chaand ki zaroorat hai jaise
Chaandni ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Saanson ki zaroorat hai jaise
Saanson ki zaroorat hai jaise
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Bas ek sanam chahiye
Aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye..
Aashiqui ke liye..
Aashiqui ke liye..
Original Song Credit
Song: Bas Ek Sanam Chahiye
Movie : Aashiqui
Singer : Kumar Sanu
Lyricist : Sameer
Artist : Rahul Roy, Anu Agrawal, Deepak Tijori
Music Director: Sachet Parampara
Music Label - T-Series
Cover Song Credit
Aaroh Shankar
bas ek sanam chahiyebas ek sanam chahiye aaroh shankarbas ek sanam chahiye acousticbas ek sanam chahiye acoustic coverbas ek sanam chahiye acoustic versionbas ek sanam chahiye coverbas ek sanam chahiye reprisebas ek sanam chahiye unplugge coverbas ek sanam chahiye unplugged coverbas ek sanam chahiye unplugged version