Bheegi Bheegi Raaton Mein | Carvaan Lounge | Mouni R & Nakash A

Bheegi Bheegi Raaton Mein | Carvaan Lounge | Mouni R & Nakash A

Nakash Aziz | 2250 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Here is Mouni Roy’s debut song! Enjoy the playful rendition of Bheegi Bheegi Raaton Mein by Nakash Aziz & Mouni Roy for Carvaan Lounge. Re-created by Gibson George of Jam8, the additional poetry is penned by Shloke Lal

Lyrics :-
Bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Aisi barsaton mein
Kaisa lagta hain?

Aisa lagta hain tum banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Ched rahe ho, chhed rahe ho
Aisa lagta hain tum banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, chhed rahe ho

Ambar khele holi, ui maa
Bheegi mori choli, hamjoli hamjoli
Ambar khele holi, ui maa
Bheegi mori choli, hamjoli hamjoli

O paani ke is rele mein
Sawan ke is mele mein
Chhat pe akele mein
Kaisa lagta hain?

Aisa lagta hain tum banke ghata
Apne sajan ko bhigo ke khel
Khel rahi ho, khel rahi ho

Aisa lagta hain tum banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, O chhed rahe ho

Barakha se bacha loon
Tujhe seene se laga loon
Aa chupa loon, aa chupa lonn
Barakha se bacha loon
Tujhe seene se laga loon
Aa chupa loon, aa chupa lonn

Dil ne pukara dekho
Rutt ka ishara dekho
Uff yeh nazara dekho
Kaisa lagta hain, bolo?

Aisa lagta hain kuch ho jayega
Mast pawan ke yeh jhoke saiyaan
Dekh rahe ho, dekh rahe ho

Aisa lagta hain tum banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, chhed rahe ho

Original Song Credit

Album- Ajnabee
Singer - Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Composer- R.D Burman
Lyricist- Anand Bakshi
Label:: Saregama India Ltd.

Cover Song Credit

Song - Bheegi Bheegi Raaton Mein
Recreated and Produced by - Gibson George For Jam8
Singers - Mouni Roy and Nakash Aziz
Shayri - Shloke Lal
Flute - Shubham Shirule
Guitars - Udayan Dharmadhikari
Percussions - Chinmay Deore
Drums - Souvik Roy
Backing Vocals designed by - Aniruddh Anantha
Chorus Male - Aniruddh Anantha, Gibson George, Akash Mukherjee, Ritu Zeid
Chorus Female - Ana Rehman, Shreya Phukan, Subhashree Das
Recording Engineers - Aaroh Velankar, Akash Mukherjee, Pranav Gupta, Subhashree Das, Abhishek Gupta, Shiladitiya Sarkar
Mixed and Mastered By - Anupam Roy at Jam8 Studio
Creative head - Subhadeep Mitra
Head of Operations at Jam8 - Manoj Harsh