Chaudhvin Ka Chand & Rim Jhim Gire Sawan (Cover) | Ft. Vishal Kothari

Chaudhvin Ka Chand & Rim Jhim Gire Sawan (Cover) | Ft. Vishal Kothari

Vishal Kothari | 662 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Chaudhvin Ka Chand & Rim Jhim Gire Sawan in the voice of Vishal Kothari.

Lyrics :-
Chaudvin Ka Chand Ho, Ya Aaftaab Ho
Jo Bhi Ho Tum Khuda Ki Kasam, Lajawab Ho
Zulfein Hain Jaise Kaandhe Pe Baadal Jhuke Hue
Aankhen Hain Jaise Maey Ke Pyaale Bhare Hue
Masti Hai Jisme Pyaar Ki Tum, Woh Sharaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho …

Chehra Hai Jaise Jheel Mein Khilta Hua Kanwal
Ya Zindagi Ke Saaz Pe Chhedi Hui Ghazal
Jaane Bahaar Tum Kisi Shaayar Ka Khwaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho …

Rim jhim gire sawan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan
Rim jhim gire sawan…

Jab ghunghruon si bajti hain boondein
Armaan hamare palkein na moondein
Kaise dekhein sapne nayan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan
Rim jhim gire sawan…”

Original Song Credit

■ Song: Chaudhavin Ka Chand.
■ Movie: Chaudhavin Ka Chand (1960) a Love Story.
■ Director: M.Sadiq.
■ Music: Ravi.
■ Lyrics: Shakeel Badayuni.
■ Singer: Mohammed Rafi.
■ Cast :: Waheeda Rehman, Guru Dutt, Rehman.

■ Song: Rimjhim Gire Sawan.
■ Movie: Manzil (1979).
■ Director: Basu Chatterjee.
■ Music: R D Burman.
■ Lyrics: Yogesh.
■ Singer: Kishore Kumar.
■ Cast: Amitabh Bachchan, Moushumi Chatterjee.

Cover Song Credit

■ Singer: Vishal Kothari.
■ Arranged by: Aniket kar and Agnel Roman.
■ Drums: Khwab Haria.
■ Guitar: Adil Rasheed.
■ Keyboard: Aniket kar.
■ Ukulele: Agnel Roman.
■ Bass Guitar: Dibyajyoti Nath.
■ Violin: Alisa kolesnichenko.
■ Mixing and Mastered by: Shakeel Ahmed (Ashok Honda Studio).
■ Directed and Conceptualized by: Jayant Khandelwal.