Dil Ibadat | Cover | Tanya Tiwari

Dil Ibadat | Cover | Tanya Tiwari

Tanya Tiwari | 545 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Dil Ibadat in the voice of Tanya Tiwari.

Lyrics :-
Dil ibadat kar raha hai
Dhadkane meri sun,
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yehi dhun,
Zindgi ki shakh se loon kuch hasin pal le chun
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yahi dhun.

Dil Ibadat kar raha hai
Dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yehi dhun,
Zindgi ki shakh se loon kuch hasin pal le chun
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yahi dhun.

Jo bhi jitne pal jeeyun
Unhe tere sang jeeyu
Jo bhi kal ho ab mera use tere sang jeeyu
Jo bhi saanse main bharoo unhe tere sang bharoo
Chahe jo hona rasta use tere sang chalu.

Dil Ibadat kar raha hai
Dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yehi dhun.

Mujhko de tu mit jaane
Ab khudse dil mil jaane
Kyu hai yeh itna fasla,
Lamhe yeh phir na aane
Inko tu na le jaane
Tu mujh pe khudko de luta,
Tujhe tujhse tod lun kahi khudse jod lun
Mere jismo jaan main aaj teri khusboo odh loon.

Jo bhi saanse main bharoo unhe tere sang bharoo
Chahe jo hona rasta use tere sang chalu.
Dil Ibadat kar raha hai
Dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yehi dhun.

Bahoon main de bas jaane
Sine main de chup jaane
Tujh bin main jaaunga kaha?
Tujhse he mujhe ko paane yaado ke woh nazrane
Ek jinpe haq ho bas mera.

Teri yaado main rahoo
Tere khwabo main jagun
Mujhe doondhe jab koi
Teri aankho main milu.

Jo bhi saanse main bharoo unhe tere sang bharoo
Chahe jo hona rasta use tere sang chalu.
Dil Ibadat kar raha hai
Dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon hasil lagi hai yehi dhun.

Original Song Credit

Movie: Tum Mile
Singer: KK
Music: Pritam
Lyrics: Sayeed Quadri
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Cover Song Credit

Singer: Tanya Tiwari
Music: Raaz Pasricha
Shot by: Shubh Panwar
2nd DOP: Anuj Peer
Editor: Deepak Thakur
Mix and Mastered by SDS Studios
Makeup Artist: Lata Singhal

Drummer: Keshav Chopra
Bass Guitarist: V Suraj Krishna
Pianist: Granth Koli
Guitarist: Paurush Grover
Guitarist: Gourav Sethi