Ek Ajnabee Haseena Se | Cover | Rahul Jain

Ek Ajnabee Haseena Se | Cover | Rahul Jain

Rahul Jain | 360 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Ek Ajnabee Haseena Se by Rahul Jain.

Lyrics :-
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi
Phir kya huwa yeh naa puchho, kuchh aisi bat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Chehare pe julfen, bikhari huyi thi, din me rat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Janeman janejigar hota main shayar agar
Kahata gajhal teri adao par
Janeman janejigar hota main shayar agar,
Kahata gajhal teri adao par
Maine yeh kaha toh mujhse kafa
Woh janehayat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh,
Sari umar mujhko rahega yad
Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh,
Sari umar mujhko rahega yad
Mai akela tha magar, ban gayi woh hamsafar,
Woh mere sath ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi.

Original Song Credit

Original Album : Ajanabee
Original Singer : Kishore Kumar
Original Lyricist : Anand Bakshi
Original Music Director : R.D. Burman

Cover Song Credit

Singer: Rahul Jain
Music Recreated by Rahul Jain