Lyrics
Listen to this beautiful song Ek Pyar Ka Nagma Hai by Arpita Chakraborty.
Lyrics :-
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la la la la la la la
Kuch paakar khona hai
Kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai
Main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar
Hai aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Toofaan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka
Chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati
Reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai.
Original Song Credit
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist: Santosh Anand
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Cover Song Credit
Artist: Arpita Chakraborty
Music Rearranger: Pranshu Jha
Ek Pyar Ka Nagma Haiek pyar ka nagma hai acousticek pyar ka nagma hai acoustic coverek pyar ka nagma hai acoustic versionEk Pyar Ka Nagma Hai arpita chakrabortyek pyar ka nagma hai coverEk Pyar Ka Nagma Hai repirsed coverek pyar ka nagma hai repriseek pyar ka nagma hai reprise coverek pyar ka nagma hai reprise versionek pyar ka nagma hai reprisedek pyar ka nagma hai reprised versionek pyar ka nagma hai unpluggedek pyar ka nagma hai unplugged cover