Ek Pyar Ka Nagma Hai | Amit Sengar | Cover

Ek Pyar Ka Nagma Hai | Amit Sengar | Cover

Amit Sengar | 33179 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful song Ek Pyar Ka Nagma Hai in the voice of Amit Sengar.

Lyrics :-
“Ek pyaar kaa nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahaani hai…
Kuchh paakar khonaa hai, kuchh khokar paanaa hai
Jeevan ka matalab to, aanaa aur jaanaa hai
Do pal ke jeevan se, ek umr churaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiyaa ki, main teraa kinaaraa hoon
Tu meraa sahaaraa hai, main teraa sahaaraa hoon
Aankhon men samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahaani hai
Ek pyaar kaa naghamaa hai

Toofaan to aanaa hai, aakar chale jaanaa hai
Baadal hai ye kuchh pal kaa, chhaakar dhal jaanaa hai
Parachhaainyaan rah jaatin, rah jaati nishaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahaani hai
Ek pyaar kaa naghamaa hai”

Original Song Credit

Vocals :- Lata Mangeshkar & Mukesh
Music: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Santosh Anand & Varma Malik
Movie: Shor (1972)
Directed by: Manoj Kumar

Cover Song Credit

Amit Sengar
Music :- Sushant