Lyrics
Listen to this beautiful rendition of Ek Pyar Ka Nagma Hai in the voice of Rahul Vaidya RKV.
Lyrics :-
“Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai – 2
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la, la la la la la la
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai”
Original Song Credit
Singers -- Mukesh, Lata Mangeshkar
Music -- Laxmikant Pyarelal
Lyrics -- Santosh Anand
Cover Song Credit
Singer : Rahul Vaidya RKV
Programmed by : Durgesh R Rajbhatt
Mix n master : Rupak Thakur
Video directed by Megha R Israni (signature films)
Special thanks to Luv Israni.
Edited by : Hrushikesh Nikam
Ek Pyar Ka Nagma Haiek pyar ka nagma hai acosuic cverek pyar ka nagma hai acousticek pyar ka nagma hai acoustic coverek pyar ka nagma hai acoustuic coverek pyar ka nagma hai coverek pyar ka nagma hai rahul vaidyaek pyar ka nagma hai rahul vaidya rkvek pyar ka nagma hai reprise coverek pyar ka nagma hai reprised versionek pyar ka nagma hai unpluggedek pyar ka nagma hai unplugged coverek pyar ka nagma hai unplugged versionek pyar ka nagma hair eprise coverfeatured