Lyrics
Listen to this beautiful cover of Ek Pyar Ka Nagma Hai in the voice of Sandeep Thakur.
Lyrics :-
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani ha
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Kuchh pa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umar churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Toofan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Chhaa kar dhal jaana hai
Parchhaiyan reh jaati
Reh jaati nishani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Read more: http://www.lyricsoff.com/songs/ek-pyar-ka-nagma-hai.html#ixzz6jEYWkaZr
Original Song Credit
Song : Ek Pyaar Ka Nagma hai
Film : Shor
Singers : Lata Mangeshkar & Mukesh
Lyricist : Santosh Anand
Music Label : Saregama India ltd.
Cover Song Credit
Violins -
Sandeep Thakur
Suraj Singh Thakur
Yutika Banerjee -
Ek Pyar Ka Nagma Haiek pyar ka nagma hai acosuticek pyar ka nagma hai acosutic versionek pyar ka nagma hai acoustic coverek pyar ka nagma hai coverek pyar ka nagma hai repriseek pyar ka nagma hai reprise coverek pyar ka nagma hai reprisedek pyar ka nagma hai reprised coverek pyar ka nagma hai reprised versionek pyar ka nagma hai sandeep thakurek pyar ka nagma hai unpluggedek pyar ka nagma hai unplugged coverek pyar ka nagma hai uplugged coverek pyar ka nagma hair reprise version