
Evergreen Classic Mashup (Chura Liya & Gulabi Aankhein) | Ft. Stebin Ben
Stebin Ben | 2946 Listens
Lyrics
Listen to this evergreen classic mashup of two beautiful songs Chura Liya & Gulabi Aankhein by Stebin Ben
Lyrics :-
“Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahi churana sanam
Badalke meri tum zindagani,
Kahin badal naa jaana sanam
Oh le liya dil oh haaye meraa dil,
Hai dil lekar mujhko naa behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahi churana sanam
Badalke meri tum zindagani,
Kahin badal naa jaana sanam
Sajaaunga lutkar bhi
Teri badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen
Labo ki Laali ko) – (2)
Hai wafa kya iss jahan ko,
Ek din dikhla dunga mai deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahi churana sanam
Badalke meri tum zindagani,
Kahin badal naa jaana sanam
Ohoo ohoo hohhoo…
Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushqil ho gaya
Dil mein mere khwaab tere
Tasveer jaise ho deewar pe
Tujhpe fidaa main kyun hua
Aata hai gussa mujhe pyar pe
Main lut gaya
Maan ke dil ka kaha
Main kahin ka na raha
Kya kahu main dilruba
Bura ye jaadu
Teri aankhon ka
Ye mera qaatil ho gaya
Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya”
Original Song Credit
Song: Chura Liya
Singer : Asha Bhosle, Mohammad Rafi
Music : R D Burman
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Movie: Yaadon Ki Baraat
Song :- Gulabi Aankhein
Singer :- Mohd Rafi
Music :- R D Burman
Lyrics :- Anand Bakshi
Movie :- The Train
Cover Song Credit
Singer - Stebin Ben
Music Producer - Manohar Rao , Guitars - Avinash Gautam
Music Video Director - Ankit Rathore
Studio - Sound Plant Bhopal
chura liyachura liya acoustc coverchura liya acusticchura liya coverchura liya reprise coverchura liya reprised versiochura liya reprised versionchura liya unpluggedchura liya unplugged coverevergreen classic mashupevergreen classic mashup stebin benfeaturedGulabi Aankheingulabi aankhein acousticgulabi aankhein acoustic covergulabi aankhein covergulabi aankhein reprise covergulabi aankhein reprised versiongulabi aankhein stebin