Lyrics
Listen to this beautiful cover of Hai Kahan Ka Irada in the voice of Ashwani Machal.
Lyrics :-
Jaam nazron se tune yeh kaisa pilaya
Jaam nazron se tune yeh kaisa pilaya
Ke ye dil mera phir hosh mein hi na aaya
Ho gaye aapke ek mulakaat mein
Ho gaye aapke ek mulakaat mein
Tum bhi kah do mujhe jo hai dil mein sanam
Hum hai betaab kitne tumhare liye
Hum hai betaab kitne tumhare liye
Yeh bata do ke kitna yun tadpaoge
Hai kahan ka iraada tumhara sanam
Yun meri tarah kitno ko tarsaaoge
Hai kahan ka iraada tumhara sanam
Yun meri tarah kitno ko tarsaaoge
Soch lo tum bhi yeh aakhri martaba
Kho gaya jo main tum phir yun pachtaoge
Tum yeh sab jan ke bhi kyun anjaan ho
Tum yeh sab jan ke bhi kyun anjaan ho
Gaur kar lo zara tum meri baat pe
Ishq ki galiyon me tum bhi aao kbhi
Ishq ki galiyon me tum bhi aao kbhi
Ghar wahan sab se pahla mera paaoge
Hai kahan ka iraada tumhara sanam
Yun meri tarah kitno ko tarsaaoge
Hai kahan ka iraada tumhara sanam
Yun meri tarah kitno ko tarsaaoge
Ham na aaye sheher me tumhare agar
Tum akele mere baad reh jaaoge
Original Song Credit
Nusrat Fateh Ali Khan
Cover Song Credit
♫ Song - Hai Kahan Ka Irada (Hain Kahan Ka Irada Tumhara Sanam)
♫ Singer - Ashwani Machal
♫ Music - R3ZR (Raj)
♫ Mix & Master - R3ZR
♫ Intro Composer/Lyricist - Poet M.K.
♫ Published by - ARJ Team Entertainment
hai kahan ka iradahai kahan ka irada acoustichai kahan ka irada acoustic coverhai kahan ka irada acoustic versoinhai kahan ka irada coverhai kahan ka irada reprisehai kahan ka irada reprise coverhai kahan ka irada reprise versionhai kahan ka irada reprisedhai kahan ka irada reprised versionhai kahan ka irada rpeirsed coverhai kahan ka irada unpluggedhai kahan ka irada unplugged coverehai kahan ka irada unplugged version