Hum Tum Ek Kamre Mein | Cover | Pragya & Paroma Dasgupta | Bobby

Hum Tum Ek Kamre Mein | Cover | Pragya & Paroma Dasgupta | Bobby

Pragya Dasgupta | 582 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Hum Tum Ek Kamre Mein in the voice of Pragya & Paroma Dasgupta.

Lyrics :-
Bahar se koyi andar na aa sake
Andar se koi bahar na ja sake
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum ek kamre mein band hon
Aur chabhi kho jaaye x (2)

Tere nainon ki bhool bhulaiya mein
Bobby kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band hon
Aur chabhi kho jaaye

Aage ho ghanghor andhera
Baba mujhe dar lagta hai
Peechhe koyi daku lutera
Hmm kyon daraa rahe ho

Aage ho ghanghor andhera
Peechhe koyi daku lutera
Upar bhi jana ho mushkil
Neeche bhi aana ho mushkil
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum kahin ko ja rahe hon
Aur rasta bhool jaayein x (2)

Tere bahiyan ke jhoole mein saiyan
Bobby jhool jaaye
Hum tum ek kamre mein band hon
Aur chabhi kho jaaye

Basti se door, parbat ke peechhe
Masti mein choor ghane pedon ke neeche
Andekhi anjani si jagah ho
Bas ek hum hon dooji hawa ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum ek jangle se guzrein
Aur sher aa jaaye x (2)

Sher se main kahun tumko chhod ke
Mujhe kha jaaye
Hum tum ek kamre mein band hon
Aur chabhi kho jaaye

Aise kyon khoye khoye ho
Jaage ho ki soye huye ho
Kya hoga kal kisko khabar hai
Thoda sa mere dil mein yeh dar hai
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum yoon hi hans khel rahe hon
Aur ankh bhar aaye x (2)

Tere sar ki kasam tere gham se
Bobby mar jaaye

Hum tum ek kamre mein band hon
Aur chabhi kho jaaye
Tere nainon ki bhool bhulaiya mein
Bobby kho jaaye

Hum tum, hum tum
Ek kamre mein band hon
Ek kamre mein band hon
Aur chabhi kho jaaye
Aur chabhi kho jaaye
Aur chabhi kho jaaye
Aur chabhi.. kho jaaye, kho jaaye

Original Song Credit

Song : Hum Tum Ek Kamre Mein Band Hon
Album : Bobby (1973)
Singer : Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Anand Bakshi

Cover Song Credit

Singer: Pragya Dasgupta, Paroma Dasgupta
Music Re-arranger: Sanket Sane
Music programmer: Sanket Sane
Video director : Arjun Chandravanshi