Jashn-E-Bahara | Cover | Spot Fiction

Jashn-E-Bahara | Cover | Spot Fiction

Spot Fiction | 55121 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful rendition of Jashn-e-Bahara in the voice of Spot Fiction.

Lyrics :-
“Kaise kahen kya hai sitam,
sochate hai abb yeh hum
Koyi kaise kahen
woh hai ya nahee humaare
Karte toh hai saath safar,
faasale hain phir bhi magar
Jaise milte nahee
kisi dariya ke do kinaare

Pasa hain phir bhi paas nahee,
humko yeh gum raas nahee
Seeshe ki ik diwaar
hai jaise darmiyaan

Saare sehme najaare hain,
soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koyi khoyi si baten hain

Kehne ko jashn-e-bahaara hai,
ishq yeh dekhke hairan hai
Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein

Hamane ne jo tha nagma suna,
dil ne tha usako chuna
Yeh daastaan hame waqt ne kaisi sunayi

Hum jo agar hai gumgin,
woh bhi udhar khush toh nahee
Mulaakaato mein jaise ghul si gayi tanhayi
Milake bhi hum milate nahee,
khilake bhi gul khilate nahee
Aankhon mein hai bahaaren,
dil mein khija
Saare sehme najaare hain,
soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koyi khoyi si baten hain
O ho… kehne ko jashn-e-bahaara hai,
ishq yeh dekhke hairan hai
Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein”

Original Song Credit

Vocals :- Javed Ali
Music :- A R Rahman
Lyrics: Javed Akhtar
Movie: Jodhaa Akbar
Directed by: Ashutosh Gowariker

Cover Song Credit

Spot Fiction