Kahin Thor Dikhe Na | Cubicles S2 | Varun Jain

Kahin Thor Dikhe Na | Cubicles S2 | Varun Jain

Varun Jain | 620 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful song in the voice of Varun Jain.

Lyrics :-
Kahin thor dikhe na saaye na
Is ore ruka bhi jaaye na
Hans kar jaaye na
Ro bhi ye paaye na
Bojh ye dil ko bhaaye na

Is daal se toot ke bikhra
Us daal me milna
Rakhna kyun jhooth hi shikwa
Har haal me chalna

Hai chalna, hai chalna
Raahon pe hai palna

Mehsus ho kuch dard bhi
Haan nibhaaye ghamon ne farz hi
Beete kal ne kholi hai phir se khidkiyaan
Aur yaadon ki bauchharein bhi ruk paaye na

Kahin thor dikhe na saaye na
Is ore ruka bhi jaaye na

Kuchh chhod bhi hum paaye na
Kuchh sang bhi le jaaye na
Lamhe tere sang jo jiye wo humare

Rangeen hansi sufaid gham
Karke chale ab qaid hum
Aankhon mein humne Bo diye wo nazaare

Aur seench ke inko rakhenge man ke aangan mein
Kabhi meench ke aankhein chakhenge bhar ke daaman mein

Tukde hai, kuch tukde
Lamhon mein hai chupde

Aise mite hain karz ki
Jaane mein na ho dard bhi

Beete kal ne kholi hai phir se khidkiyaan
Aur yaadon ki bauchharein bhi ruk paaye na

Kahin thor dikhe na saaye na
Is ore ruka bhi jaaye na

Original Song Credit

Singer: Varun Jain
Lyrics: Avinash Chouhan
Music: Anurag Saikia
Music Production: Oblong Siyoni
Guitars: Shomu Seal, Ishan Das
Woodwinds: Bhaskar Kalita
Bass: Bedabrat Baruah

Additional Production & Designing: Arabinda Neog, Bishal Sharma, Gauranga Shekhar

Recorded at Contrail by Nijei Nijok.
Mixed and Mastered by Himanshu Shirleker @ Kopper Audio

Video Edited By Rishi Bhaumik

Cover Song Credit