Khuda Jaane | Cover | Piyush Shankar

Khuda Jaane | Cover | Piyush Shankar

Piyush Shankar | 576 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Khuda Jaane in the voice of Piyush Shankar.

Lyrics :-
Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai

Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua

Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai

Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Tu kahe to tere hi kadam ke
main nishanon pe
Chalun rukun ishaare pe
Tu kahe tho khwabon ka bana ke
Main bahana sa
Mila karu sirhaane pe

Ohhh
Tum se dil ki baatein seekhi
Tum se hi yeh raahe seekhi
Tum pe marr ke mein tho
Jjee gaya

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Dil kahe ke aaj tho, chupa lo tum
panahon mein
Ke darr hai tum ko kho doonga
Dil kahe ki sambhal zara khushi ko
Na nazar laga
Ke darr hai mein tho ro dunga

Hooo
Karthi hoon sao vaade tum se
Bandhe dil ke dhaage tum se
Yeh tumhe na jane kya hua

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai

Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua

Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda

Ke ban gaye ho tum mere khuda

Original Song Credit

Song: Khuda Jaane
Singers: KK & Shilpa Rao
Music: Vishal & Shekhar
Lyrics: Anvita Dutt Guptan
Music Label: YRF

Cover Song Credit

Singer: Piyush Shankar
Music Produced | Mixed & Mastered: Piyush Shankar
Live Flute: Tejas Vinchurkar
Recorded at Piyush Shankar’s Studio
A GBN entertainment Presentation