Kya Leke Aaya Jagat | Cover | Neeraj Arya

Kya Leke Aaya Jagat | Cover | Neeraj Arya

Neeraj Arya | 409 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Kya Leke Aaya Jagat in the voice of Neeraj Arya.

Lyrics :-
Is kaya ka hai bhaag bhaag bin paya nahi jata
paya nahi jata paya nahi jata
Is kaya ka hai bhaag bhaag bin paya nahi jata

Karm bina naseeb thoda phal khaya nahi
jata karma bina naseeb thoda phal khaya nahi jata
kahe satnam jag ye
kahe satnam jag ye jhoota jhamela jhoota
jamela do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela

Kya leke aaya jagat Mai kya leke aaya jagat Mai
kya leke jayega kya leke jayega do din ki zindagi
hai do din ka mela do din ki zindagi hai hai do din ka Mela

Ta na na nana na tadhim tana dhere na
Ta na na nana na tadhim tana dhere na
dhumtana dherena taadhim tana dhere
dhumtana dherena taadhim tana dhere

Hoye hoyee

Oooooo… iss jagat saraye Mai musafir rehna do din ka
iss jagat saraye Mai musafir rehna do din ka
Qu vritha Kare guman murak iss dhan aur joban ka
Qu vritha Kare guman murak iss dhan aur joban ka
na he bharosa palka na he bharosa palka yu he marr jaGaye yu he marr jayegaa
Do din ki zindagi hai hai do din ka mela do din ki zindagi hai do din ka Mela

Kya leke aaya jagat Mai
Kya leke aaya jagat Mai
Kya leke jayega kya leke jayega kya leke jayega
Do din ki zindagi hai do din ka mela
do din ki zindagi hai do din ka mela
do din ki zindagi hai do din ka mela
do din ki zindagi hai do din ka Mela.

Original Song Credit

Saint Kabir

Cover Song Credit

Music: Neeraj Arya's Kabir Cafe
Lyrics: Saint Kabir
Vocals: Neeraj Arya
Violin: Mukund Ramaswamy
Bass: Britto KC
Percussion: Viren Solanki , Vikram Bramhankar
Backing Vocals: Britto KC,Mukund Ramaswamy,Viren Solanki,Rajat Dawda
Artwork: Priya Bhrambhatt
Audio Mix & Master: Saikat Sarkar