
Lyrics
Listen to this beautiful cover of Maana Ke Hum Yaar Nahin in the voice of Sonu Kakkar,
Lyrics :-
Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin (x2)
Phir bhi nazrein na tum milaana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahi…
Raaste mein jo milo toh
Haath milaane ruk jaana
Ho…
Saath mein koi ho tumhare
Door se hi tum muskaana
Lekin muskaan ho aisi
Ki jisme ikraar nahi (x2)
Nazron se na karna tum bayaan
Woh jis’se inkaar nahi
Maana ke hum yaar nahi…
Phool jo band hai panno mein
Tum usko dhool bana dena
Baat chhide jo meri kahin
Tum usko bhool bataa dena
Lekin wo bhool ho aisi
Jis’se bezaar nahin (x2)
Tu jo soye toh meri tarah
Ik pal ko bhi karaar nahin
Maana ki hum yaar nahi…
Original Song Credit
Singer :- Parineeti Chopra & Sonu Nigam
Music :- Sachin Jigar
Lyrics :- Kausar Munir
Movie :- Meri Pyari Bindu
Cover Song Credit
Singer - Sonu Kakkar
Music Produced by Anurag Mohn
featuredmaana ke hum yaar nahinmaana ke hum yaar nahin acousticmaana ke hum yaar nahin acoustic covermaana ke hum yaar nahin acustic covermaana ke hum yaar nahin covermaana ke hum yaar nahin reprisemaana ke hum yaar nahin reprise covermaana ke hum yaar nahin reprised versiomaana ke hum yaar nahin sonu akkarmaana ke hum yaar nahin sonu kakkarmaana ke hum yaar nahin unpluggedmaana ke hum yaar nahin unplugged cover