Maine Dil Se Kaha | Cover | Megha Sharma

Maine Dil Se Kaha | Cover | Megha Sharma

Megha Sharma | 72 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Maine Dil Se Kaha by Megha Sharma.

Lyrics :-
Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi
Nasamajh laya gham
To yeh gham hi sahi

Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi
Nasamajh laya gham
To yeh gham hi sahi
Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi

Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas
Gham main aaya hai

Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi
Nasamajh laya gham
To yeh gham hi sahi

Kabhi hai ishq ka ujaala
Kabhi hai maut ka andhera
Bataao kaun bes hoga
Main jogi banu ya lutera
Kayi chehre hai is dil ke
Najaane kaunsa mera

Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi
Nasamajh laya gham
To yeh gham hi sahi

Hazaaron aaise phaasle the
Jo tai karne chale the
Raahe magar chal padi thi
Aur peeche hum rah gaye the
Kadam do chaar chal paaye
Kiye phere tere mann ke

Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi
Nasamajh laya gham
To yeh gham hi sahi

Maine dil se kaha
Dhoond laana khushi
Nasamajh laya gham
To yeh gham hi sahi.

Original Song Credit

Song- Maine dil se kaha
Singer- KK
Lyrics- M M Kareem,Neelesh Misra
Audio Recorded and Produced- Sing Dil Se Studio.

Cover Song Credit