Lyrics
Listen to this beautiful bhajan Manmohna in the voice of Maanya Arora.
Lyrics :-
Manmohna madhusudna mere banke bihari lala
radha vallabha shyam sundara mere banke bihari lala
He govardhan dhari gaiyaan ke hitkari
He madhava he keshava shree banke bihari lala
Karuna ke sagar tum , aur prem ki gagar tum
He vishwapita Sirjankarta mere banke bihari lala
Uljhan ki suljhan tum , har mushkil ka hal tum
He manohra he vasundhara , mere banke bihari lala
Radhe krishna govind , gopal radhe
Radhe Krishna govind , gopal radhe
Original Song Credit
Music - Ramesh Mishra
Video - Sargam productions
Lyrics - Shubham Rupam
Sarangi - Momin Khan
Painting Artist - Palak Mendiratta
Producer - Baal Kishan Bunty
Cover Song Credit
bhajanmaanya aroramaanya arora bhajansmaanya arora songsmanamohnamanamohna bhajanmanamohna maanyamanamohna maanya arora