Lyrics
Listen to this beautiful cover of Mere Saamne Wali Khidki in the voice of Karan Nawani.
Lyrics :-
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hain
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon mein
Vo chanchal mukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Par uski ek jhalak ko ham
Ai husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat ye dukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai.
Original Song Credit
Film: Padosan
Artist: Kishore Kumar
Music Director: R. D. Burman
Lyricist: Rajinder Krishnan
Filmstar: Sunil Dutt/Saira Banu/Mahmood/Kishore Kumar/Om Prakash/Agha/Praveen Paul/Dulari/Keshto Mukherjee/Dilip Dutt/Mukri
Cover Song Credit
Song: Mere Samne Wali Khidki Mein
Singer and Additional Lyrics: Karan Nawani
Video By: Pehchan Music
Tags: mere saamne wali khidki, mere saamne wali khidki acoustic, mere saamne wali khidki acoustic cover, mere saamne wali khidki acoustic version, mere saamne wali khidki cover, mere saamne wali khidki karan nawani, mere saamne wali khidki repirse versin, mere saamne wali khidki reprise cover, mere saamne wali khidki rerpise, mere saamne wali khidki unpkugged cover, mere saamne wali khidki unplugged, mere saamne wali khidki unplugged version