Mohammad Rafi & Kishore Kumar Mashup | Zubin & Munawwar

Mohammad Rafi & Kishore Kumar Mashup | Zubin & Munawwar

Zubin Sinha | 545 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful mashup in the voice od Zubin Sinha & Munawwar Ali.

Lyrics :-
Raat kali ek khwaab mai aayi ,aur gale ka haar hui ,
Subah ko jab hum neend se jaage aankh tumhi se chaar hui.

Naazare apni mastiyaan dikha dikha k so gaye ,
Sitaare apni roshni ,luta luta k so gye ,
Har ek shamma jal chuki , naa jaane tum kab aaoge ,
Suhani Raat Dhal chuki, na jaane tum kab aaoge

Vo achanak aa gayi, yu Nazar k saamne ,
Jaise nikal aaya ghata se chaand,
Chehre p julfe ,bikhri hui thi ,
Din mai raat ho gayi,
Ek ajnaabee haseena se yu mulaqaat ho gyi

Kab kha sab kho gayi
Jitni bhi thi parchhaiya
Uth gayi yaaro ki mehfil, ho gayi tanhaaiyan
Kya kiya shayad koi parda giraya aapne ,
Dard-e-dil dard-e-jigar
Dil me jagaya aapne
Dard-e-dil dard-e-jigar
Dil me jagaya aapne

Ek baar yoon mili Masoom si kali ,
Ek baar yoon mili Masoom si kali
Ho, khilte hue kahaan
Kushbaash mein chali,
Dekha toh yahin hai,
Dhundha toh nahi hai,
Pal jo yeh jaanewala hai ,ho ho

Kya se kya jo gya bewafaa tere pyaar me,
Chaha kya kya mila bewafa tere pyaar me

Zindagi ka Safar hai ye kaisa safar,
Koi samjha nai koi jaana nai ,
Hai ye kaisi dagar chalte hai sab magar,
Koi samjha nai koi jaana nai

Chaundvin ka chaand ho , ya aftaab ho,
Jo bhi ho tum khudha ki kasam , lajawab ho .
Chaundvin ka chand ho..

Original Song Credit

Singer: Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Music: R.D. Burman, Naushad, Laxmikant-Pyarelal, S.D. Burman, Kalyanji-Anandji, Ravi
Lyrics: Anand Bakshi, Majrooh Sultanpuri, Shakeel Badayuni, Anand Bakshi, Gulzar, Shailendra, Indeewar

Cover Song Credit

Singer - Zubin Sinha & Munawwar Ali
Music Production - Yash Pandey
Acoustic Guitar - Ritik Sinha
Mix/ Master - Sourabh Suryawanshi
Video - Creative Vishnu (Capture Patna)
Edit - Rohan Benjamin
Color - Inder Dev ( Eye Focus Studios)
Recorded at - Access Recording Studio