O Saathi / Nazm Nazm (Mashup) | Raj Barman ft. Anirban

O Saathi / Nazm Nazm (Mashup) | Raj Barman ft. Anirban

Raj Barman | 1975 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful mashup of O Saathi & Nazm Nazm in the voice of Raj Barman.

Lyrics :-
“Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka to mera dil bana diya

O saathi…
Tere bina…
Raahi ko raah dikha na…
O saathi…
Tere bina… haa…
Saahil dhuaan dhuaan…

Aankhein moonde to
Jaane kisey dhoondhe?
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na…

Tu nazm nazm sa mere
Honthon pe thehar ja
Main khwab khwab sa teri
Aankhon mein jaagun re

Tu ishq ishq sa mere
Rooh mein aake bas ja
Jis aur teri shehnaai
Uss ore main bhaagun re

Maano nindiya piroya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na…

Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya

O saathi…
Tere bina…
Raahi ko raah dikha na…
O saathi…
Tere bina… haa…
Saahil dhuaan dhuaan…”

Original Song Credit

- Nazm Nazm
Singer: Arko
Music: Arko
Lyrics: Arko

- O Saathi
Singer :- Atif Aslam
Music: Arko
Lyrics: Arko
Additional Vocals - Payal Dev

Cover Song Credit

Song - O Saathi | Nazm Nazm
Guitar - Anirban Das
Video - Kunal Mullick
Mixing & Mastering - Raj Barman