Phoolon Ka Taaron Ka (Cover) | Ft. Akanksha Bhandari

Phoolon Ka Taaron Ka (Cover) | Ft. Akanksha Bhandari

| 52864 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful song Phoolon Ka Taaron Ka in the voice of Akanksha Bhandari.

Lyrics :-
“Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein teri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Saari umar hamein sang rehna hai

Jab se meri aankhon se ho gaya tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor
Aye jab se meri aankhon se ho gaya tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor

Aankhon mein neend na mann mein chaina hai
Ek hazaron mein teri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Saari umar hamein sang rehna hai

Yeh na jana duniya ne tu hai kyon udaas
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas
Ohh Yeh na jana duniya ne tu hai kyon udaas
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas

Aa mere paas aa keh jo kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Saari umar hamein sang rehna hai”

Original Song Credit

Album : Hare Rama Hare Krishna (1971)
Singer : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Musician : R. D. Burman
Lyricist : Anand Bakshi

Cover Song Credit

Music Reproduced : Salamat Ali
Singer: Akanksha Bhandari
Drums: Sumit Chowdhury
Camera and Editing: Jijo Jose
Child Actors: Dev Moyal and Nitya Moyal