Ruka Hoon | Cover | Shreya Jain

Ruka Hoon | Cover | Shreya Jain

Shreya Jain | 278 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Ruka Hoon in the voice of Shreya Jain.

Lyrics :-
Kaha hai, kaha hai maine sau baariyan
Ik aur baari haan ho
Kahoonga kahoonga tu jab tak maani na
Hai dil ne thaani haan

Oh ho main to teri
Haan ko hi ruka hoon janiya
Hun ki kara main, ki kara main
Ki kara tu yeh bata

Ho main taan tere bin na jeena
Main taan mar jana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jana

Teri haan ko main saal 75 ruk jana
Ho channa tere bin na jeena
Main taan mar jana
Ho naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
Yaadan vich ruke ruke ruke ruke
Naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
Yaadan vich ruke ruke ruke ruke

Suna hai, suna hai ki dil ko rishta hai
Wo kabhi kabhi ghista hai
Sunoonga main sunoonga tera har shikva ve
Tu hassdi te hassda main

Oh ho main to teri
Haan ko hi ruka hoon janiya
Hun ki kara main, ki kara main
Ki kara tu yeh bata
Ho main taan tere bin na jeena
Main taan mar jana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jana
Teri haan ko main saal 75 ruk jana
Ho channa tere bin na jeena
Main taan mar jana

Ho main taan kise nu vi pyaar kiya
Na kar pana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jana

Ruka hoon, ruka hoon, ruka hoon
Haan main to teri haan ko
Ruka hoon, ruka hoon, ruka hoon
Channa tere bin na jeena
Main taan mar jana
Ke main to teri haan ko ruka hoon

Original Song Credit

Singer: - Jigar Saraiya
Music: - Sachin-Jigar
Lyrics: - Jigar Saraiya
Programmed and Arranged by: - Sachin –Jigar
Audio Mixing & Master: - Eric Pillai @ Future Sound of Bombay
Assistant Mix Engineer: - Michael Edwin Pillai
Label: Sony Music India

Cover Song Credit

Video: Fotilo Feller
Location :Jalesh Cruises
Music produced by Shubham Mahadik (The Media Tribe 2018-19)
Recorded by Yoshobant Badatya (The Media Tribe 2018-19)
Mixed and Mastered at Flying Carpet Productions, Mumbai
The Media Tribe is India’s premier Audio Engineering and Music Production school setup under the aegis of Mr Ashish Manchanda