Saanwariya | Cover | Unnati Shah

Saanwariya | Cover | Unnati Shah

Unnati Shah | 255 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Saanwariya in the voice of Unnati Shah.

Lyrics :-
(saawariya saawariya main to hui baawariya
tune mann moh liya saawariya ho) – 2
uljha sa yeh mann hai sulgha sa yeh tann hai
sapno ka saawan hai naino ka aangan hai

chalke mann gaagariya saawariya ho saawariya ho
saawariya saawariya main to hui baawariya
tune mann moh liya saawariya ho
jo tu yunh paas aaya hai

jo tu yuhn dil pe chaaya hai
to maine kya paaya hai
kaise kahoon haan
kahin dhadkan ki kaliyaan hain
kahin sapno ki galiyaan hain

jo mann mein rang raliyaan hain
kaise kahoon
tu jo mujhe aise behkaaye
kabhi kabhi mujhe to badi laaj si aaye
bhooli hoon main jaise apni dagariya

jabse hai dekhi maine prem nagariya, prem nagariya
saawariya saawariya main to hui baawariya
tune mann moh liya saawariya ho
tu jo mila mujhe to yeh saara sama badal gaya
khilne lage phool se meri raaha mein

phir yunh laga mujhe ke yeh dharti nayee huyee
nayaa ambar hua teri aur meri chaaha mein
chanchal hawa taraana koi gaaye
nadiya bhi koi kahani kehti jaaye

jabse mili sajana tujhse najariya
ho gayi hai sudh bhudh ki mujhse gathariya
saawariya saawariya
saawariya saawariya main to hui baawariya
tune mann moh liya saawariya ho

Original Song Credit

Singer - Alka Yagnik
Lyricist - Javed Akhtar
Music Director - A.R. Rahman
Artist - Shahrukh Khan, Gayatri Joshi
Music On - T-Series

Cover Song Credit

Vocals- Unnati Shah
Music- Amritanshu Dutta