Sab Maya Hai | Coke Studio Season 10 | Attaullah Esakhelvi & Sanwal Esakhelvi

Sab Maya Hai | Coke Studio Season 10 | Attaullah Esakhelvi & Sanwal Esakhelvi

Sanwal Esakhelvi | 559 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Bringing the sounds of the soil to Season 10, Attaullah Esakhelvi & Sanwal Esakhelvi narrate a sordid tale of the depravity that is found within the realms of the material world. Attaullah Esakhelvi’s unique yet familiar folk tone is brutally apt in depicting the pain of coming to terms with the illusions that surround us. Shuja Haider creates a unique soundscape by pairing this with the soft yet electric energy of Sanwal Esakhelvi’s tone. Upon a backdrop of groovy and emotive backing vocals, accented with the banjo and flute, this song is a journey towards uncovering the truth.

Lyrics :-
Yeh ishq bhi ajeeb hai
Kabhi saccha kabhi jhooṭa
Donon taraf se man mera man tera looṭa

Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Sakoon chuṭya e ishq de teeraan
Kapde leeraan haal faqeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan

Yeh ishq bhi ajeeb hai
Kabhi saccha kabhi jhootha
Dono taraf se mann mera mann tera loota

Majnu waang tamaasha banṛyum
Maare patthar zamaane hu
Laila waangu doli chadh ke
Yaar thi gaye deewaane hu
Agge har gaiyaan taqdeeraan
Akhiyaan neeraan haal faqeeraan

Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan

Mere dil da haal ki jaane kinna rulliya
Loki bole pyaar naeen karna main na manniya
Saara pind mainu jhalla aakhe man mere kalla aakhe
Yaar ton sohna naiyon milna, naiyon milna…

Sheeshiyaan waangon tutde vekhe ho
Sheeshiyaan waangon tutde vekhe
Yaar yaaraan nu lutde wekhe
Pyaar da bhes waṭa allaah miyaan
Pyaar da bhes waṭa

Eenwen kismat naal jiyo se
Ghabar giyo se
Haal winjo se

Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Saakoon chuṭya e ishq de teeraan
Kapde leeraan haal faqeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan

Jab dekh liya har shakhs yahaan harjayi hai
Is shehar se door ik kutiya humne banayi hai
Aur us kuṭiya ke maathe par likhwaya hai

“Sab maya hai”
“Sab Maya hai”
“Sab maya hai”
“Sab maya hai”

Ishq kabhi saccha hai aur ishq kabhi jhooṭa
Donon hi taraf se us ne man mera looṭa
Dil ghabraaye jaan chali jaaye
Maahiya tera pyaar mangdi haaye
Maahiya tera pyaar mangdi

Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Sakoon chuṭya e ishq de teeraan
Kapṛe leeraan haal faqeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan
Ishq pawaaiyaan zanjeeraan

Saakoon nah meet bana we saanwala
Sakoon nah meet bana we saanwala
Sakoon nah meet bana we saanwala
Sakoon nah meet bana

Dil ke mu‘aamlaat se anjaan to naa tha
Is ghar ka fard tha koyi mahmaan to na tha
Theen jin ke dam se raunaqen shahron mein ja base
Warnah hamaara gaaon yoon veeraan to na tha
Sab maaya hai
Sab maaya hai
Sab maaya hai

Original Song Credit

Coke Studio Season 10| Episode 5
Song Name: Sab Maya Hai
Produced & Directed by Strings
Music Directed by Shuja Haider
Lyrics by Ibn-e-Insha, Shakir Shuja Abadi, Mazhar niazi, Farooq Rokhri & Shuja Haider
Originally composed by Attaullah Esakhelvi

HOUSEBAND
Imran Akhoond (Guitars)
Aahad Nayani (Drums)
Kamran ‘Mannu' Zafar (Bass)
Babar Khanna (Dholak/Tabla)
Haider Ali (Keyboards/Piano)
Omran Shafique (Guitars)
Abdul Aziz Kazi (Percussions)

BACKING VOCALISTS
Rachel Viccaji
Shahab Hussain
Natasha Khan

Guest Musicians
Amir Azhar (Banjo)
Sajid Ali (Flute)
Nadeem Iqbal (Harmonium)

Cover Song Credit