Lyrics
Listen to this beautiful song Samandar Sharaab by Madhur Sharma.
Lyrics :-
Mujhe baahon mein teri hosh na tha
Zara bezubaa tha main khamosh na tha
Tinka tinka sahaara chhod ke dil
Tinka tinka sahaara chhod ke dil
Jaan kar dooba tera dosh na tha
Ishq jhootha
Ishq jhootha sahi behisaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Oh meri haalat sanam tum kharaab kardo
Meri haalat sanam tum kharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Yehi soch phir tumne vaada kiya tha
Yehi soch phir tumne vaada kiya tha
Ke mujhko khabar thi ke aadhaa kiya tha
Wahi baat phir poochta hun ke mujhse
Kabhi pyaar kya khudse zyada kiya tha
Iss bewafa
Iss bewafa haqiqat ko khwaab kardo
Iss bewafa haqiqat ko khwaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Oh meri haalat sanam tum kharaab kardo
Meri haalat sanam tum kharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Original Song Credit
Singer: Madhur Sharma
Composer: Harshit Shrivastava
Lyrics: Jay Tanna SIFAR
Arranged & Produced by: Swapnil Tare
Guitars: Bibhash Boraghoin
Mixed and mastered by: Hanish Taneja at Studio Alika
Cover Song Credit
samandar sharaabsamandar sharaab acoustic coversamandar sharaab acoustic versionsamandar sharaab madhusamandar sharaab madhur sharmasamandar sharaab originalsamandar sharaab original song