Lyrics
Listen to this beautiful version of Sheeshe Ka Samandar in the voice of Ankit Tiwari.
Lyrics :-
Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Sheeshe ka samundar
Pani ki deewaren
Maaya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Is duniya mein jo bhi gaya
Woh to gay
Ho… sheeshe ka samander
Paani ki deewarein
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki dunia
Is duniya me jo bhi gaya
Wo to gaya
Ho… shishe ka samundar
Pani ki deewarein
Barf ki reton pe
Sharaaron ka thikana
Garam sehraon mein
Narmiyon ka fasana
Yaadon ka aaina
Uthta hai jahan
Sach ki parchhaiyan
Har jagah aati hai nazar
Sone ke hain baadal
Paththaron ki barish
Maaya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Is duniya me jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho… sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Dil ki is duniya mein
Sarhaden hoti nahi
Dard bhari aankhon mein
Raahatein soti nahi
Jitne ehsas hain
Adhbujhi pyaas hai
Zindagi ka falsafa
Pyaar ki panaahon mein chupa
Dhoop ki hawayein
Kaaton ke bagheeche
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho… sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Original Song Credit
Song : Sheeshe Ka Samundar
Album : The Xpose (2014)
Singer : Ankit Tiwari
Musician : Himesh Reshammiya
Lyricist : Sameer Anjaan
Cover Song Credit
Ankit Tiwari @MTV Unplugged Season 4
sheeshe ka samandarsheeshe ka samandar acousticsheeshe ka samandar acoustic coversheeshe ka samandar ankit tiwarisheeshe ka samandar coversheeshe ka samandar reprisesheeshe ka samandar reprise versionsheeshe ka samandar unplugged