Lyrics
Listen to this beautiful cover of Teri Galiyon Mein Na in the voice of Manan Bhardwaj.
Lyrics :-
Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Tere milne ko na aayenge sanam, aaj ke baad
Teri galiyon mein
Tu mera milna
Tu mera milna samajh lena ek sapna tha
Tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha
Tu mera milna samajh lena ek sapna tha
Tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha
Humko duniya mein samjhana na sanam, aaj ke baad
Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galiyon mein
Ghir ke aayengi
Ghir ke aayengi ghataayein phir se savan ki
Tum to baahon mein rahogi apne saajan ki
Ghir ke aayengi ghataayen phir se savan ki
Tum to baahon mein rahogi apne saajan ki
Gale hum gham ko lagayenge sanam, aaj ke baad
Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galiyon mein
Original Song Credit
Song : Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam
Album : Hawas (1974)
Singer : Mohammad Rafi
Musician : Usha Khanna
Lyricist : Saawan Kumar
Cover Song Credit
♫Song Title : Aaj Ke Baad
♫Singer : Manan Bhardwaj
♫Asst Music director & Producer : Sarthak
♫Mix & Master : Manan
♫Music Director : Manan Bhardwaj
teri galiyon me na rakhenge kadamteri galiyon me na rakhenge kadam acousticteri galiyon me na rakhenge kadam acoustic coverteri galiyon me na rakhenge kadam acoustic versionteri galiyon me na rakhenge kadam coverteri galiyon me na rakhenge kadam manan bhardwajteri galiyon me na rakhenge kadam repriseteri galiyon me na rakhenge kadam reprise coverteri galiyon me na rakhenge kadam reprise versionteri galiyon me na rakhenge kadam unpluggedteri galiyon me na rakhenge kadam unplugged coverteri galiyon me na rakhenge kadam uplugged version