Tune Jo Na Kaha | Cover | Aditya Roy

Tune Jo Na Kaha | Cover | Aditya Roy

Aditya Roy | 287 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Tune Jo Na Kaha in the voice of Aditya Roy.

Lyrics :-
Tune jo na kaha main woh sunta raha
Khamkha bewajah khwaab bunta raha

Tune jo na kaha main woh sunta raha
Khamkha bewajah khwaab bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna thikana raha

Door chahat se mein apni chalta raha
Khamkha bewajah khwaab bunta raha

Dard pehle se hai jyada
Khud se phir yeh kiya vaada
Khamosh nazrein rahe bezubaan

Ab na pehle si baatein hain
Bolo to lab thar tharatein hain
Raaz yeh dil ka na ho bayaan

Ho gaya ke aasar koyi hum pe nayi
Humsafar mein toh hai humsafar hai nahi
Door jaata raha paas aatha raha
Khamkha bewajah khwaab bunta raha

Aaya woh phir nazar aise
Baat chhidne lagi phir se
Aankhon mein chubhtha kal ka dhuwaan

Haal tera na hum sa hai
Is khushi mein kyun gham sa hai
Basne laga kyun phir woh jahan

Woh jahan door jis’se gaye the nikal
Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehal

Lamha beeta huwa dil dhukata raha
Khamkha bewajah khwaab bunta raha
Tune jo na kaha main woh sunta raha
Khamkha bewajah khwaab bunta raha

Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna thikana raha
Door chahat se main apni chalta raha
Bhujh gayi aag thi daag jalta raha

Original Song Credit

Movie : New York
Singer : Mohit Chauhan
Lyricist : Sandeep Shrivastava
Music : Pritam
Cast : John Abraham, Katrina Kaif, Neil Nitin Mukesh, Irrfan Khan
Music Label : YRF

Cover Song Credit

Aditya Roy