Waada Karo | Cover | Gurashish & Kuhu Gracia

Waada Karo | Cover | Gurashish & Kuhu Gracia

Kuhu Gracia | 405 Listens

play_arrow Play
file_download
playlist_add Add To
favorite_border

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Waadaa Karo in the voice of Gurashish Singh & Kuhu Gracia.

Lyrics :-
O thehro meri jaan

Wada karo nahi chodoge tum mera sath
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon x (2)

Chhuo nahi dekho zara peeche rakho hath
Jawan tum ho, jawan main bhi hoon x (2)

Suno meri jaan hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho jawan nazar ki masti mere liye hai

Haseen adaa ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saughat
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon
Chhuo nahi dekho zara peeche rakho hath
Jawan tum ho, jawan main bhi hoon

Mere hi peeche aakhir pade ho tum kyun
Ek main jawan nahi hoon aur bhi to hain
O mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun

Main hi yahan nahi hoon aur bhi to hain
Jao jaake le lo jo bhi dede tumhein hath
Jahan sab hai, wahan main bhi hoon

Wada karo nahi chodoge tum mera sath
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon

Jawan kayi hai, lekin jahan mein koyi
Tum si haseen nahi hai, hum kya karein
Ho tumhein miloon main
Iska tumhein yakeen hai
Humko yakeen nahi hai, hum kya karein
Aise nahi bhoolo zara dekho aukat
Kisi ka to dena hoga, dedo mera sath
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon

Chhuo nahi dekho zara peeche rakho hath
Jawan tum ho, jawan main bhi hoon
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon

Original Song Credit

Actors : Shashi Kapoor , Sharmila Tagore
Singers : Kishore Kumar , Lata Mangeshkar
Music Director : RD Burman
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Movie : Aa Gale lag Jaa (1973)

Cover Song Credit

Singers : KuHu Gracia , Ft.Gurashish Singh (Singhs Unplugged)
Music Production : R3ZR
Mix And Master : R3ZR
Videography : Alok (Soul Of Strings)
Video Edit : Alok (Soul Of Strings )