
Lyrics
Presenting Unplugged cover of “Yaar Badal Na Jaana Mausam Ki Tarah” from the Movie of “Talaash”‘ in the meledious voice of Vicky Singh.
Lyrics :-
“Armaano ke iss gulshan me
Tum aaye ho saawan ki tarah
Yaar badal na
O mere yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
Tum kya jaano mere dil me
Tum rehati ho dhadkan ki tarah
Yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
O mere yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
Milake juda abb hone se
Dil kyon darata hain khone se
Milake juda abb hone se
Dil kyon darata hain khone se
Mai tere saath me
Abb rahunga sada
Maine le hai kasam
Hain mera faisala
Aakhari saas tak
Ham na honge juda
Yaar badal na jaana
Mausam ki tarah
O mere yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
Seep me moti rehata hain
Tera mera hoga milan
Dharati se ambar kehata hai
Mere hoto pe rehna har dam
Saajo me chhupi sargam ki tarah
Yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
O mere yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
Tum kya jaano mere dil me
Tum rehati ho dhadkan ki tarah
Yaar badal na
Jaana mausam ki tarah
O mere yaar badal na
Jaana mausam ki tarah”
Original Song Credit
Song : Yaar Badal Na Jaana
Singer : Udit Narayan & Alka Yagnik
Music : Sanjeev Darshan
Lyrics : Sameer
Movie : Talaash
Music Label: Venus
Cover Song Credit
Vocals | Music Programmed - Vicky Singh
Video - Ravi Kumar Chauhan
featuredyaar badal na jaana mausam ki tarahyaar badal na jaana mausam ki tarah acousticyaar badal na jaana mausam ki tarah acoustic coveryaar badal na jaana mausam ki tarah acoustic versionyaar badal na jaana mausam ki tarah coveryaar badal na jaana mausam ki tarah repriseyaar badal na jaana mausam ki tarah reprise coveryaar badal na jaana mausam ki tarah reprise versionyaar badal na jaana mausam ki tarah reprisedyaar badal na jaana mausam ki tarah reprised coveryaar badal na jaana mausam ki tarah reprised versionyaar badal na jaana mausam ki tarah unpluggedyaar badal na jaana mausam ki tarah unplugged coveryaar badal na jaana mausam ki tarah unplugged versionyaar badal na jaana mausam ki tarah vicky singhyaar badal na jaana mausam ki tarah vicky siningh