Yaara Seeli Seeli | Cover | Akriti Kakar

Akriti Kakar
53 Times Played | 0 Favourites

Lyrics

Listen to this beautiful cover of Yaara Seeli Seeli in the voice of Akriti Kakar.

Lyrics :-
Yaara sili sili birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, yaara sili sili
Ho yaara sili sili, dhola sili sili
Yaara seeli seeli birha ki raat ka jalna

Yeh bhi koi jeena hai
Yeh bhi koi jeena hai, yeh bhi koi marna
Yaara sili sili birha ki raat ka jalna
Ho yaara seeli seeli, dhola sili sili

Tooti huyi choodiyon se jodun yeh kalayi main
Pichli gali mein jaane kya chhod aayi main
Tooti huyi choodiyon se jodun yeh kalayi main
Pichli gali mein jaane kya chhod aayi main
Beeti huyi galiyon se
Beeti huyi galiyon se phir se guzarna
Yaara sili sili, dhola sili sili
Ho yaara sili sili birha ki raat ka jalna

Yaara seeli seeli, dhola sili sili
Pairon mein na saya koi, sar pe na sai re
Mere sath jaaye na meri parchhai re
Pairon mein na saya koi, sar pe na sai re
Mere sath jaaye na meri parchhai re
Baahar ujada hai
Baahar ujada hai, andar veerana
Yaara sili sili, o dhola sili sili
Ho yaara sili sili birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola sili sili

Yaara dhola yaara dhola
Yaara dhola

Original Song Credit

Song : Yaara Sili Sili
Album : Rudaali (1993)
Singer : Lata Mangeshkar
Musician : Hridaynath Mangeshkar
Lyricist : Gulzar

Cover Song Credit

Akriti Kakar

Tags: , , , , , , , , , , , , , ,